Tuesday, August 28, 2018

Nabard development assistant government job requirement 2018

Aaj hum baat karne vale hai nabard ke bare me ki nabard kya hai aur nabard me nikali bampar bharti ke bare me aur me aapko puri jankari hindi me batane vala hu to chaliye sharu karte hai.

Me aaj aapko batauga ki nabard me nikli bharti yaani ki job requirements kya hai aur kaise apply karna hai kounsi post aur kitni post me bharti nikli hai to sabse pehle me aapko bata deta hu ki akhir kar nabard hai kya.

Nabard kya hai?


To sabse pehle aapko yah pata hona chahiye ki akhir nabard hai kya agar nahi pata to me aapko batata hu ki nabard aakhir hai kya to chaliye jante hai ki nabard kya hai.

Nabard ek national bank hai jiska full form hai " National bank for agriculture and rural development " hindi me jiska matlab hota hai ki kheti vaadi aur ganv ke vikas ke liye banayi gayi bank, nabard ka established 2 july 1982 ke din hua tha.

Yah koi aisi bank nahi jisme hume khata khulvana hai aur nabard me hume bank jaisi services nahi milti yah ek alag tarike ka hi bank hai isme agriculture aur rural are ke development se related kaam kiye jate hai jaise ki rural area me yaa kisi kisan ko kheti ke liye loan dena aur rual are and agriculture ko kaise develop kiya jaye iske related nabard me kaam hota hai yaa nabard kaam karta hai.
Nabard job requirements
Nabard job requirement

Nabard development assistant requirement 2018


Organization name :- NABARD ( national bank of agriculture and rural development )

Post name :- development assistant

Total vacancy :- 62 posts

  • General :- 42 posts
  • SC :- 02 posts
  • ST :- 5 posts
  • OBC :- 13 posts
  • PH :- 02 posts
  • EXS :- 11 posts

Required Qualification :- any graduate

Job location :- Across India

How to apply :- Online

Starting Date :- 27-August-2018

Last Date :- 12-September-2018

Age criteria :- 18 to 35 years

Salary :- 14,650/- to 35,000/- per month

Application fees :-


  • SC/ST/PWD :- Rs. 50/- ( intimation charge only )


  • Other :- Rs. 450/- (Application fees) + Rs. 50/- ( intimation fees )

Who can apply :- all

Selection Process :- candidates performance

How to apply :- Nabard ki official website par jaa kar aap form fill-up kar sakte hai aur apna avedan de sakte hai aur jyada jankari ke liye Website :- https://www.nabard.org from 27-08-2018 to 12-09-2018.

Official Notification (PDF) :- Download now

Apply online :- Click here

Nabard official website :- Click here

Also read :- 

Last word :-

To agar aapko yah post pasand aayi hai to apne family members aur freinds le sath share jarur kare taki kisi jaruratmand ki madad ho jaye  aur comment karke jarur bataye ki ye post aapko kaisi lagi kya aap aage bhi aisi job aur business ki jankari paa na chahte hai? To comment jarur kare.

No comments:

Post a Comment