Showing posts with label Online Work. Show all posts
Showing posts with label Online Work. Show all posts

Thursday, December 6, 2018

blogger ki value kam kyu ho rahi hai? Blogging kaise kare top tips and idea

aaj ham ek bahut hi important topic par bat karne ja rahe hai kya aapko nhi lagta hai ki jab se jio 4g speed aaya hai tab se bloggers ki value kam hoti ja rahi hai ji ha aapne sahi suna hai aaj ham issi topic ko lekar descution karenge ki ab hame kya karna chahiye kya bloggers ka zamana khatam hogya hai kya aane wale samay me bloggers ka nam mit jayenga ye kuch sawal hai jiske bare me bahut sare logo ne mujhe massage karke pucha hai to aayiye iske bare me thodi bahut bate karte hai .

bloggers value down
bloggers value down

Blogggers Ki Value Kya Youtube Ki Wajah Se Kam Ho Rahi Hai ?


iska jawab lagbhag na bhi hai or ha bhi aisa isliye kyoki agar aap ek quality video banate hai to jahir si bat hai aaj ke jamane me koi bhi insan padhne me intrested nhi hai or internet data ki kami to jio ne hone nhi di hai to wo log video ko he dekhene magar aisa nhi hai agar aap ek quality content likhte hai to chahe koi youtubers uspar kitna bhi video bana le agar ek bar aapke visitors ko aapke upar bharosa hogya to wo video ko chod kar aapke article ko h padhega .

Kya Youtuber Ki Life Achi Hai Or Bloggers Ki Nhi ?


dekhiye ye ek aisa topic hai yaha bloggers aasani se baji mar lete hai ek bat ka dhyan dijiyega agar aapka channel ek brand ban chuka hai jisse log aapke channel ko nhi aapke bare me achi tarah jante ho tab aapko youtube par se koi nhi hata sakta hai.

man lijiye aapke channel par 500k subscribers hai or aapke channel par koi invalid click kar deta hai to ye to confirm hai ki adsense aapka account wapas nhi derha or kahi channel terminate hogya to aapka pura carreer wahi khatam hogya magar agar aap blogger hai to aapko tention leni ki koi bat nhi hai agar aapka adsense disible bhi ho jata hai fir bhi aapke pass aapka website + traffic to hoga aap kahi se bhi paisa kama sakte ho .

Bloggers Ko Traffic Kyo Nhi Mil Raha Hai ?


ab ye hai main topic kyoki bahut sare log bol rahe hai ki unke website par pahle 5k traffic aata tha magar ab sirf 3k traffic ya usse kam aarha hai kya ye sab google ke new algorithum ke baad aarha hai to mai aapko batana chahta hu ki bilkul nhi agar aap blogger ho to aapko har dam apne website ko lekar active rahna padega .

jaisa ki aap sabhi log jante hai pahle website ya adsense ke bare me kitne logo ko pata tha sirf kuch logo ko magar ab dekhiye bacha bacha iske bare me jaan chuka hai to aise me har insaan same topic par article likh raha hai aise me old bloggers ki value dhire dhire khatam horhi hai.

agar aapko apna traffic wapas lana hai to ek powerfull comback kijiye backlinks , social signals , quality articles , etc . ke sath tab dekhiye aapka website kaha se kaha pahuch jata hai .

New Bloggers Apne Website Me Kya Galti Kar Rahe Hai ?


jab aap ek new website banate hai to aapko sabse apne website par traffic lane par dhyaan dena chahiye na ki paisa kamane par ek baar aapka website ek brand ban jaye uske baad aapke paas paiso ki kami nhi hogi iss bat ko aapko samjhna padega maine bahut se newcomerrs ko ye galti karte hue dekha hai or unhe barbaad hote hue bhi dekha hai agr aapko kuch tips chahye to isko follow kare .

sabse pahle aap apne website ke main manu , slides , subscribe box , text quality , images , logo , fevicon , ko ache se bana lijiye uske baad apne website ko search concel me add kar lijiye jaise google , yahoo , bing , etc . me ab aapko apne website par traffic lana hai iske liye aap quality content likhe and backlink + social sign le kar aaye jab aapke website par 5k daily traffic aane lage tab aap ispar adsense ka ads lagauye tab dekhiye blogging ka maza .

also read:
Final Words :-

yaha par hamne blogging se kuch topics par bat kiya hai agar aapko inn sabhi topic se related koi sawal ho to aap log hame comment karke puch sakte hai agar aap apne problems ko hamse share nhi karenge to maaf kijiye ham aapka kuch nhi kar sakte hai

Tuesday, August 14, 2018

Meesho app kya hai full detail in hindi 2018 best earning app

aap sabka har baar ki tarah is baar bhi swagat hai humare is naye artical pe jisme hum aapko batane vale hai ki kaise aap ek bhi rupya lagaye bina apni khud ki dukan khol sakte hai aur vo bhi all in one dukan yaani hur tarah ka saman rakhne vali dukan aap free me khol sakte ho yaani ki aapki dukan me shoes, tshirt, shirt, jewellery, etc. Milega jaise ki amazon ya flipkart pe milta hai.

To ab me aapko batata hu ki aap kaise kar sakte hai to iske liye bas aapko ek app download karna hai jiska name hai meesho, is apo ki madad se aap apni khud ki dukan khol sakte ho, kaise khol sakte ho ye me aapko age batata hu to agar aapko jarasa bhi isme interest hai to thoda bhi skip karke read mat karna kyonki bahot hi khas hone vala hai yah artical to chaliye sharu karte hai.

Meesho app
Meesho app

Meesho app kya hai?


Meesho app ek "reseller app" hai iske bare me main aage detail me batauga meesho app "earn from home with zero investment app" hai.

ab me aapko bata deta hu ki reseller ka matlab kya hota hai reseller yani ki kisi product ko aap kharid kar aap usme se thoda profit le kar us product ko kisi aur ko bech yani ki sell kardo meesho bhi aise hi kaam karta hai lekin isme aapko product ko nahi kharidna hai nahi bechna hai bas aapko sirf product ko share karna hai apne friends aur family members ke sath aur unmese kisi ko koi product pasand aa jaye to us product ko aapko order karvana hai.

Order karvane ke baad aapko messho ko yah batana hai ki aap us product ko sell karvane ka kitna profit lege to meesho aapka profit + product ki price buyer yaani product kharidne vale ke pass se le lege yaani ki kisi product ki price 300 hai + dilivary charge 40 rupye hai to 340 rupye huye to ab aapko meesho app me aapko apka margin dalna hai yani ki aap kitna profit lena chahate hai

to manlo aapne dala 60 rupye to total mila kar 400 rupye huye 300(product price)+40(dilivary charge)+60(aapka profit yani ki margin)= 400 rupye customer yani ki jo product khardta hai uske pass se liye jayege.

Aapko age sab samaj aa jayega me aapko step by step batane vala hu.


Meesho ke fayde kya hai


Pehla aur sabse bada fayda Meesho ka yah hai ki meesho aapke customer ko yah nahi batayega ki aapne kitna margin liya hai yani ki aapka margin secret rakha jayega.

Dusra fayda yah hai ki aapko kisi ke pass paise lene nahi jana hai meesho customer ke pass se paise le lega aur product bhi de dega aapko sirf product ki detial batani hai customer ko.

Teesra yah fayda hai ki meesho ka product jab customer ke pass pahuchega tab meesho kaa naam kahi nahi hoga balki aapki shop ka naam hoga yah naam aapko meesho pe account banate vakt dalege.

Akhri aur sabse best fayda yah hai ki meesho app me aap apni margi ke anusar margin add kar sakte hai isme koi limit nahi hai yani ki koi product 50 rupye ka hai to aap us product ko 300 rupye me bhi bech sakte ho.


Meesho app me account kaise


Sabse pehle yaha par click karke meesho app download karle ~> Download meesho apk

(Yaha par se meesho download karne par aapko 50 rupya next order par off milega ).

Jaise hi aap is app ko download karke open karoge aapke samne sign up for free ka option mil jayega aapko uspe click kar dena hai.

Ab aapko country select karke aapka mobile number dal dena hai aur uske baad next pe click karna hai.

Ab aapne jo mobile number dala hai usme ek code ayega uski madad se aapko apka mobile number verify kar lena hai.

Congratulations meesho par aapka account create ho gaya hai ab aap product sell karke paise yani ki margin kama sakte ho.


Meesho par next order par 50₹ off kaise paye.


Mobile number verify karte hi aapka account ban gaya hai ab aapko niche diye gaye options me se account option pe click karna hai.

Ab aapke samne bahot sare option dekhne ko milege usme se aapko enter referal code pe click karna hai.

Ab aapko niche diye gaye referal code dalke submit pe click kar dena hai.

Referal code :- YHDVEIL416

Ab aapke samne ek message show hoga jisme likha hoga ki "Get extra ₹50 off on your next order "

Iska matlab hai ki ab aapko apke order pe 50₹ kam dene hoge jusase aapka 50₹ ka fayda ho jayega.


Meesho par product sell karke margin ke jariye paise kaise kamaye


To chaliye ab baat karte hai ki aap kaise product ko bech kar paise kama sakte hai yaani ki margin paa sakte hai.

To sabse pehle aapko product ko share karna hai share karne ke liye niche option aapko mil hi jayege ab agar kisi ko product pasand ata hai to vah aapko message karega to ab aapko uski sari detail le leni hai yani ki kounse address par bhejna hai aur customer ka naam kya hai vagera.

Ek baat ka dhyan harur rakhe ki aapko koi link nahi bhejni hai aapko product select karke niche aapko whatsapp ka icon dikhega uspe click karke vaha se share karna hai.

Manlo ki aapne kisi product ki photo kisi ko bheji use vah pasand aa gayi to vah bolta hai ki muje ye chahiye to aapko usase address etc. Lena hai aur bolna hai ki 6-7 days me aapko product mil jayega.

Ab aapko meesho app par jana hai aur vaha par se us product par jana hai jo customer ko chahiye tha to us product par jane ke baad aapko customer ka pin code dalna hai aur check karna hai ki vaha dilivary available hai ya nahi agar available hoga to pin code dalne ke baad submit karte hi niche likha hua aa jayega ki this location is serviceable.

To uske baad add to cart pe click karde ab agar koi aisi chiz hai jisme size ki jarurat ho to vaha customer se size puch kar dalde uske baad aur quantity yani ki 1 chahiye ya ek se jyada vah select karle ab done pe click karde.

Ab aapko uper di gayi cart pe click karna hai vaha par aapko Payment method puche to aap koi bhi select kar sakte ho.

Meesho
Meesho

Ab aap screenshot me dekh sakte hai ki referal code dalne ka kya fayda hai 50₹ aapko kam dene padege yaani ki aap customer se pure paise le kar aapka 50₹ ka fayda karva sakte hai.

Ab aapko proceed pe click karna hai aur add new address pe click karna hai ab aapko sari detail fill kar leni hai yaad rakhe ki isme aapko apki detils nahi dalni hai isme aaoko customer ki detils dalni hai uske baad save pe click kar dena hai.

Ab aapko proceed pe click karna hai ab aapko name aur email pucha jayega isme aapko apka name yaa aapki shop ka naam dalna hai aur aapki e-mail dalni hai aap yaha par jo dalege vah jab customer ke pass product pahuchega to usme likha hua hoga meesho ka naam kahi nahi hoga ab aapko apka mobile number dalke proceed pe click karna hai.

Meesho
Meesho

Ab aap screenshot me dekh sakte hai ki yaha par product ki sari detail aa gayi hai aab yaha par aapko dhyan rakhna hai ki aapko total price dalni hai yaani ki product price, shopping charge, cod charge, first order wirh referal, referal reward mila ghata kar jo bachta hai vah finale price hai yani ki screenshot me jo 260 hai vah finale price hai.

Ab muje yah pucha gaya hai ki main is product ko kitne me bechna chahta hu to me add karta hu 350₹ to aap dekh sakte hai ki niche muje mera margin 90 rupye dikhay de raha hai yani ki yah product successfully placed ho jata hai to muje 90₹ milege.

Dhyan rakhe ki jab aap customer ko product ke bare me bataye to jitni price app me dikha rahi hai utni naa bataye apna margin jode kar bataye yani ki agar kisi product ki price 150₹ hai to aap apna margin add karke price bataye yanni ki me 270₹ batauga aur haa shopping charge vagera dekh kar price bataye.


Meesho kab aur kaise payment karta hai.


Sabse pehle aapko meesho me apni bank details dalni hogi iske liye aapko meesho app open karna hai ab aapko niche diye gaye options me se account option pe jana hai aur my bank detail pe click kare aur apni bank detail dalde aur save karle.

Ab aapko yah question hoga ki meesho kab Payment karta hai agar aap koi product sell karte ho to jab vah product apke customer ke pass pahuch jaye uske 2-3 din me aapko Payment yaani ki aapka margin aapko apki bank me transfer kar diya jata hai.


Meesho app se aap kitni tarah se paise kama sakte ho.


Me aapko batana chahuga ki aap meesho app ki madad se do tarah se paise kama sakte ho sabse pehla to maine bata diya ki product bech kar aur dusra yah ki meesho ko referal karke.

Meesho app me agar aap kisi ko reffer karke join karvate ho apni link se aur apna referal code dalvate ho aur agar vah koi product sell karta hai to uska commission aapko milega.


Meesho app ko refer karke paise kaise kamaye 


To sabse pehle meesho app open kare aur niche account option pe click kare aur refer & earn pe click kare aur tap to invite Friends pe click kare aur uske baad apne friends ko is app ke bare me bata kar refer kar sakte hai aur apna referal code dalvana na bhule.

Agar koi referal code dalta hai to dono ka fayda hai jo code dalta hai usko 50₹ off mil jayege aur jo code dalvata hai usk afayda yah hai ki samne vala agar koi product sell karvata hai to uska commission aapko mil jayega.
To agar aapko yah paise kamane ka idea pasand aya hai to please share jarur kare aur comment karke hume jarur bataye.

Wednesday, August 8, 2018

online make money idea : online paise kaise kamaye part time job new idea 2018

hi friend job vs business me aapka sawgat hai. mene agale post Mai bataya thi ki kuch part bhi hai jaha se hum online job kar sakte hai. or online make money kaise kamaye part time job se hum ghar baithe paise kama sakte hai.

Online job or Part time job
Online Job

Online money kaise kamaye, part time job


Online Make money for Android Apps
Aaj Internet ki duniya me har koi Android mobile use kar rahe hai. Or Bahot log Yeche bhi hai. Jo Android mobile se Paise kama rahe hai. To Yeh bat Sach hai. Or me bhi Internet se Income kar raha hu. Uske liye koi Fish time ki bhi Jarurat nahi hai. Jab chaho tub kar sakte hai.

Apne mobile se income kiya huaa earning ko Rs. Me badal sakte ho. Ex. Aap koi apps se income huaa to use benk me ya anya no. Par recharge karke paise kama sakte hai.

Android mobile bas Apko Apps use karna hai. Or usko referral karna hai. Uske badle me Aapko Apps maker ki our se Paise milte hai. Me Aapko bataunga jo Online Apps hai. Jiske Jariye Aap online paise kama sakte hai.


online job in Photos make (create) and Sell

Dosto Aap bhi photos sell karke Online job for make money Yani ke Internet se paise kis tarah se kama sakte hai. Agar Apko photos ki Achi Design kar sakte hai. Apko ghar baithe Wark karna hai. To Aap kar sakte hai. Bas Apko online Photos cutting, photos capture or photos ko Mark me logo ko Achi lage yeshi bana sakte hai.

To Aap Apne computer ke sath ghar baithe Photos Create ka oder le sakte hai. Or ek Bat Apne Create ki Gayi Photos ko Aap sell bhi kar sakte hai. Internet Par Bahot selling Websites hai. Yaha par Sell bhi kar sakte hai. Or online paise kama sakte hai.

Dosto Apne jo Photos Create kiya he vo logo ko Passand Ani chahiye Taki Aapki photos jaldi se Sell kar sake. Photos ke sath sath logo bhi bana sakte hai. Photos kya hai. Our kaise banaye Yeh bhi jaruri hai.


Online job in Teaching


Dosto Apako Tital Padhkar hi Pata Chal gaya hoga Ki, Online Job for Teaching me karna kya hai. Bahot log hai. Jo Internet Se Paise kamate hai. Wark Ki bat kare to Apako Bas Internet Par Bahot Sari Website hai. Vaha se Aap Teaching karva sakte hai. Or Internet se paise kama sakte hai.

Apako Agar koi Fix time nahi lena to Uska videos bhi Apke Time par Upload kar sakte hai. Or paise kama sakte hai.

Dosto Jab Apako ek Bar Online job make money ka kam karne par Interested hai. Or Apke pass talent hai. To Aapke liye Yeh kam Ashani se kar sakte hai. Dekhne mai Apko easy nahi lag raha lekin Yeh Bahot easy hai.

Make money for Ads : Online Ads Dekh Kar paise Kamaye


Har koi Internet se Paise kama rahe hai. Or technology ke Iss duniya mei Online Paise kamana Achan ho gaya hai. Computer or leptop hona jaruri nahi hai. Apme mobile se hi wark kar sakte hai.

Work ki bat kare to bas Apko dosto ye baat such hai or aap ko sirf ads dekhna hai Aise PTC Websites Ke upar jaa kar jaise jaise aap ads dekhange itana he jayda Internet se paise kama sakte hai.

Internet par Aise bahot PTC websites pahle se he available hai or bahut se log online paise bhi kana rahe hai jo apani zarurat ko pura karne ke liye in ptc websites ka use karte hai. Or online Job Se online paise kamana colleging or students ke best tarika hai.

Online job in Freelancing

Dosto Freelancing online job me sabse best Tarika hai. Freelancing bhi internet ke jariye paise kamane ka accha job hai, intenet par aisi kai websites uplabdnh hai jo freelancers ki working skills ke aadhar par online job Kar sakte hai.

Bahot log yeshi website se online paise kama rahe hai. Jo Websites mine nice di hai. Or freelancing best online money earn karne bahut si trusted websites hai jo freelancing ke jariye online job for make money ki suvidha deti hai wo bhi without investment. Je se ki
www.microworkers.com
www.fiverr.com
www.mturk.com
www.gigbucks.com
www.rapidworkers.com
www.swagbucks.com


Agar aapko freelaFreelke bare me yaa kisi aur aise topic ke bare me detildme janana hai to comment karke hume jarur bataye.

also read:



last word:
Maine Apko jo Online job for make money : online paise kaise kamaye Uske bare me Aapko mere khayal se (clear) samaj me Aa gaya Hoga Online job karna, online paise kamana student, colleging, or Jisko wark ke kam paise milte hai. Uske liye online job karna, online paise kamana Yeh online make money ka best tarika hai.

Dosto yeshi hi internet se paise kamane ke liye Aapko kahi bhi jane ki jarurat nahi hai. Bus Apke pass talent jo hai. Usko use karna hai. 

Yeh post ke siva bhi Humane bahot post online make money ke share kiye huee hai. Usko bhi read kare. Or Yeh post online jo ki Hume feedback jarur de or Apne Dosto ko bhi share kare taki vo bhi online paise kama sake.....Thanks

Thursday, July 26, 2018

Online Job For make Money : Online Paise Kaise kamaye Best Tarike

Hi Friends me Aapko bataunga ki Online Job for Make money: online job se paise kaise kamaye jate hai. Iss post me Apkp online job se paise kamane ki Alag alag truke bataunga Jiske jariye Aap Online Job kar sakte hai. Ghar betha paise kama sakte hai.

Dosto iss post visit karne ke liye me Aapko Thank you Kahena cahunga kyu mere Iss post ki Help se me Aapko help kar saku. aaj me aap ko is post me batane wala hu Online Job For make money ke baare me,  agar aap ghar beithe paise kamana chahte hai. or apne free time me enjoy ke saath online job karna chahte hai, or  Aap internet se income Karna chahte hai. Or App Internet  par How to make money online without investment ke baare me search kar rahe hai to mere khayal se Apko Online job for make money ke Bare me aap right post par Aye ho.

Hum sab log jante hai ki paise ki problem hum sabko rahti hai.  paise na hona bhi ho sakte hai or hum har wakt sochate rahete hai ki jyada se jyada paise kaise kamaye Regular Job siva koi koi our job mil jaye lekin Uske liye Hume koi Nichit Time par Wark karna padta hai.

Hum dhundhte rahte hai. Ki kahi part time job mil jaaye or jin me money invest bhi karni na pade to dosto aaj kal aise online job milana bahut esay ho gaya hai iss post me Apko btaunga ki online job for make money Bahot  making websites bhi bahut hai, Bahot Apps bhi hai, Bahot Alag Alag Trike hai. jo aap ko paise kamane ka moka deti hai bus aap ko thoda work karna hai.

Aap online job for make money ki post read kar ke aap online job kar sakte hai online job for make money students, colleging, chahe koi bhi ho Uske Liye Yeh post ko read kar ke hum internet se high Earning kar sakte hai.

humane liye Online job for make money ke liye part time Online job karna achi baat hai or jarurat bhi ban gayi hai maine bahut se logo se students se suna hai Ki Time nahi par Paise kamana hai. Uske liye Jab chahe tab Wark kar sakte hai. To me online job for make money ke liye dekha hai apani life me Wark ke sath sath online job bhi kare or internet se achi Earning bhi kare

Dosto Technology ke zamaane me aaj bhi kahi log aise hai jo online job for make money me wishwas nahi karte hai or kush log aise ki Alag Alag Wark karke jo me apko bataunga  jo online job make money ke liye apna Wark sath sath kar internet se achi Earning kar rahe hai aise logo ko dekh kar maine socha ki kyu na online job for make money ki post likha jaye Our share kiya jaye taki mere  dosto ko online job make money making ki jankari mile

Online job for make money
Online Job

Online Job For make Money : Online Paise Kaise kamaye Best 5 Tarike


1 : Create A Own free blog Websites


Aapke liye online income karnae ka ye best jariya hai Aaj me Apko bataunga ki free blog websites Apki Khud ki websites bana kar paise kama sakte hai or aap soch rahe hai ki mere paas PC, laptops nahi hai to aap Mobile se bhi ek popular free blog websites create kar sakte hai. Our Apke free time me Wark kar sakte hai. mobile se websites banane ke me Apko bataunga.

Aapko blogging me karna kya hai to Apko blog par naye naye Related Post share karna hai. blogging Apko free blog websites me aap ko jo aata hai aap ne jo sikha hai wo dusre logo ko sikhana hai i means ki aap ka jo telant hai wo apani websites ke help se dusre logo tak pahuchana hai jaise jaise aap ka free blog websites popular hota jayega aap ki Earning badhti jayegi sath sath logo ki help bhi hogi

Ek our baat is me koi fix time nahi hoga jub aap chaho tab ghar baithe kar sakte ho our apna man cahe tub kaam kar sakte so Free time job iss ke Acha Koi hoyi nahi sakta Iss Job me Students our koi bhi Pass time job kar sakte hai.

2 : online Job For Affiliate Marketing


Affiliate marketing system se bhi hum online job hai. Apne kahi bar suna hoga ki koi Affiliate marketing system me Wark kar rahe hai. Our online business me Affiliate marketing services se bahut se log biggest Earning kar rahe hai or online income ka way affiliate marketing hai or ye bhi ek part time job ki tarah he hai jub free ho javo tub kaam kar sakte hai. Online job free time kar sakte hai

Affiliate marketing me bas Apko Amezon, sneapdeal, shopclues  jaise e-commerce websites ke upar se product sell karwana hota hai. Apne online chop wali websites jese ki  Amezon, sneapdeal jaise name suna hoga. jub koi bhi people’s products buy karenga to un ka kus percent commission aap ko milega in ko aap apani bank ke jariye nikal sakte hai.

Apko Affiliate company aap ko product ki link provide karenge in link ko aap social media par share kar ke product sell karwa sakte hai jese ki whatsapp, Facebook, Twitter or bhi Tarike hai link share karne ka or share karke apko choping karana hai jese koi Affiliate marketing Me Apki link se Buy kare ga to Apko apne account me uske koi Descant Apko mile jayega our Apni link se chop badh jayega our Apki online job for make money ka khwab pure jo jayenge or ye kaam kisi bhi time me or kahi Bhi kar sakte hai.

3 : Online job For Data Entry


Dosto apne Data entry ke bare to suna hoga. Our data entry Online job se bhi Aap earnings kar sakte hai. Online Job for data Entry me Apke passand ka Wark kar sakte hai. Kyu ki Bahot Alag Alag Part se Data entry online job par Wark kiya jata hai. Bas Apko English language Ana chahiye or Apko Computer ki bhi information honi chahiye Tub Aap online job make money : online paise kama sakte hai.

Data entry ke bahot part hai. Data entry karna ek technical method hai. Online job data entry karne ke liye technical jankari hona jaruri hai. Agar Aap thik se Wark karte hai. to 15,000 se Le kar 30,000 Par months data entry job se online earning kar sakte hai or part time job hone ke karan kisi bhi time me ye work kar sakte sath sath Apki do taraf se income hone lagegi our kam se kam 25000, se 40000 Par earning kar sakte hai. Our vo Apke Wark par Adharit earning hogi

4 : online Job For make money : YouTube Videos Uploading job


Dosto Aapne kahi baar try kiya hoga ki koi ganna ho ya koi Naya video Market me Ate hi hum YouTube par Search karte hai.
Itna Hi nahi Apna videos ko YouTube par Uploading bhi kar sakte hai. Youtube par videos uploading job bhi kar sakte hai.

Bas Apko YouTube par video Uploading karna hai. Jise apki videos jitni popular hogi log utna view or share karenge utni online Earning  kar sakte hai. Online Earning ye job without investment video Uploading job join kar sakte hai or online Apne mobile se hi Videos Uploading job
Karke Earning kar sakte hai aap ko lagta hai ki me ye kaam Aap partner me bhi kar sakte hai.

Ab YouTube se Earning ki baat kare To Aapko Google Adsense lagana padega. Uske liye Aapko Acha video Uploading karna hai. Or Regular Wark karna hai. Youtube Videos Uploading job Ek Online job hone ke karan jab maan sale tub kar sakte hai. Fir Adsense Lag jane ke baad Jab Apki YouTube channel popular ho jayegi to earning Jada hone lagegi. Online videos Uploading job koi bhi kar sakte hai. Our Apko monthly payments bhi mil jayega uski koi limit nahi Aapna Wark jitana jayda utana Earning hoga.

5 :Online Websites Designing  ( website development


Aaj kal log internet par har din new new free blog websites Create hoti hai. Ya fir Bahot log Aapne Bigness ke liye free websites Create karate hai. Agar Apko Web Design ke bare Kush Atta hai. To Aap Web design ka Oder bhi le sakte hai. Or online Earning kar sakte hai. Or mine pahle bataya ki free websites jo log banate hai. Uske liye successful hone ke liye Achi Design bhi hona jaruri hai. Online Web design ki jo technology Language hai. usko sikhna padega.

Online Free Websites Designing ke liye uski jo language hai. Jese Ki HTML, CSS, Java Script jese Alag Alag Coding se free Websites ki online Designing kar Sakte hai. Aap bhi Yeh 3 Language Sikh sakte hai. or websites Complete design kar ke Aap online job kar sakte hai.

also read:



last word:

Dosto Umeed karta hu ki aapko humara yeh online job vali post achi lagi hogi but muje iss post Mai 10 comments milegi to mai 5 dusre online job ke barene bataunga jo Aap ghar baithe kar sakte hai thanks